Suraj Hua Maddham Lyrics

  • Song Name - Suraj Hua Maddham
  • Movie - Kabhi Khushi Kabhie Gham
  • Singer - Sonu Nigam & Alka Yagnik
  • Lyrics - Anil Pandey
  • Music - Sandesh Shandilya
  • Director - Karan Johar
  • Studio - Dharma Productions
  • Producer - Yash Johar

Suraj Hua Maddham Lyrics 2001

Suraj hua maddham
Chaand jalne laga
Aasmaan yeh haaye
Kyon pighalne laga

Suraj hua maddham
Chaand jalne laga (Chaand jalne laga)
Aasmaan yeh haaye
Kyon pighalne laga (Kyon pighalne laga)

Main thehra raha
Zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil
Saas thamne lagi
O..Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna.. kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Oho..o.. aa..
Suraj hua maddham
Chaand jalne laga (Chaand jalne laga)
Aasmaan yeh haaye
Kyon pighalne laga (Kyon pighalne laga)

Main thehri rahi zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil saas thamne lagi
Haan kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna.. kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Lalallalala..

Hai khoobsurat yeh pal
Sab kuch raha hai badal
Sapne haqeeqat mein jo
Dhal rahe hain

Kya sadiyon se purana
Hai rishta yeh hamara
Ke jis tarah tum se hum
Mil rahe hai

Yunhi rahe har dam
Pyaar ka mausam
Yunhi milo hum se
Tum janam janam

Main thehra raha
Zameen chalne lagi (Lalala..)
Dhadka yeh dil
Saas thamne lagi

Haan kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna.. kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Aa..aa..

Also See Mere Haath Mein Lyrics

Tere hi rang se yun mein to rangi hoon sanam
Paake tujhe
Khud se hi kho rahin hoon sanam
Oh mahiya
Main tere ishq mein
Haan doob ke paar mein ho rahi hoon sanam

Sagar hua pyaasa
Raat jagne lagi
Shole ke dil mein bhi
Aag jalne lagi

Main thehri rahi zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil saas thamne lagi
Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna..
Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Suraj hua maddham
Chaand jalne laga
Aasmaan yeh haaye
Kyon pighalne laga

Aa..aa..

Post a Comment

0 Comments